It is the best collection of songs list..
Thumb | Song | Singer / Movie | Music By / Lyricist | Actor / Category |
---|---|---|---|---|
Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Lyrics | Kishore Kumar | Traditional , R.D.BURMAN | Rajesh Khanna | |
Album (20000) | Anand Bakshi | Romantic Songs |
Zindagi ke safar mein guzar jaate hai jo makaam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate
Zindagi ke safar mein guzar jaate hai jo makaam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate
Phool khilte hai, log milte hai
Phool khilte hai, log milte hai magar
Patjhad mein jo phool murjha jaate hai
Woh bahaaron ke aane se khilte nahi
Kuch log ek roz jo bichad jaate hai
Woh hazaron ke aane se milte nahi
Umra bhar chahe koi pukara kare unka naam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate
Aankh dhokha hai, kya bharosa hai
Aankh dhokha hai, kya bharosa hai suno
Doston shaq dosti ka dushman hai
Apne dil mein isse ghar banane na do
Kal tadapna pade yaad mein jinki
Rok lo roothkar unko jaane na do
Baad mein pyar ke chahe bhejo hazaron salaam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate
Subah aati hai, raat jaati hai
Subah aati hai, raat jaati hai yoon hi
Waqt chalta hi rehta hai rukta nahi
Ek pal mein yeh aage nikal jaata hai
Aadmi theek se dekh paata nahi
Aur parde pe manzar badal jaata hai
Ek baar chale jaate hai jo din raat, subah shaam
Woh, woh phir nahi aate, woh phir nahi aate
Zindagi ke safar mein guzar jaate hai jo makaam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate
जिंदगी के सफर में गुजर जाता है जो मकाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
जिंदगी के सफर में गुजर जाता है जो मकाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
फूल खिलते हैं, लोग मिलते हैं
फूल खिलते हैं, लोग मिलते हैं मगर
पतझड़ में जो फूल मुरझा जाता है
वो बहारों के आने से पहले नहीं
कुछ लोग एक रोज़ जो बिछड़ जाते हैं
वो हजारों के आने से मिलते नहीं
उमरा भर चाहे कोई पुकारे उनका नाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
आंख धोखा है, क्या भरोसा है
आंख धोखा है, क्या भरोसा है सुनो
दोस्तों का शौक दोस्ती का दुश्मन है
अपने दिल में इसे घर बनाने ना दो
कल तड़पना पड़े याद में जिनकी
रोक लो रूठकर उनको जाने ना दो
बाद में प्यार के चाहे भेजो हज़ारों सलाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
सुबह आती है, रात जाती है
सुबह आती है, रात जाती है यूं ही
वक़्त चलता ही रहता है रुकता नहीं
एक पल में ये आगे निकल जाता है
आदमी ठीक से देख पता नहीं
और परदे पे मंज़र बदल जाता है
एक बार चले जाते हैं जो दिन रात, सुबह शाम
वो, वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
जिंदगी के सफर में गुजर जाता है जो मकाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
Subscribe to Geetsafar Newsletter to get all the latest updates
© 2023 GeetSafar. All rights reserved