It is the best collection of songs list..
Thumb | Song | Singer / Movie | Music By / Lyricist | Actor / Category |
---|---|---|---|---|
Sandese Aate Hai Lyrics | Sonu Nigam | Traditional | Sunil Shetty | |
Album (20000) | Arundhati Roy | Patriotic Songs |
Sandese aate hai
Humein tadpate hai
Woh chitti aati hai
Woh pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh ghar suna suna hai
Sandese aate hai
Humein tadpate hai
Woh chitti aati hai
Woh pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh ghar suna suna hai
Kisi dilwali ne
Kisi matwali ne
Humein khat likha hai
Yeh humse poocha hai
Kisi ki saanson ne
Kisi ki dhadkan ne
Kisi ki choodi ne
Kisi ke kangan ne
Kisi ke kajre ne
Kisi ke gajre ne
Mehakti subah ne
Machalti shaamon ne
Akeli raaton ne
Adhoori baaton ne
Tarasti baahon ne
Aur poocha hai tarsi nigahon ne
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh dil suna suna hai
Sandese aate hai
Humein tadpate hai
Woh chitti aati hai
Woh pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh ghar suna suna hai
Mohabbat walon ne
Humare yaaron ne
Humein yeh likha hai
Ke humse poocha hai
Humare gaaon ne
Aam ki chaaon ne
Purane peepal ne
Baraste baadal ne
Khet khaliyano ne
Hare maidano ne
Basanti belon ne
Jhoomti pelon ne
Lachakte jhoolon ne
Behakte phoolon ne
Chatakti kaliyon ne
Aur poocha hai gaaon ki galiyon ne
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ke tum bin gaaon suna suna hai
Sandese aate hai
Humein tadpate hai
Woh chitti aati hai
Woh pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh ghar suna suna hai
Kabhi ek mamta ki
Pyar ki Ganga ki
Woh chitti aati hai
Saath woh laati hai
Mere din bachpan ke
Khel woh aangan ke
Woh saaya aanchal ka
Woh teeka kajal ka
Woh lori raaton mein
Woh narmi haathon mein
Woh chahat aankhon mein
Woh chinta baaton mein
Bigadna upar se
Mohabbat andar se
Kare woh devi maa
Yahin har khat mein pooche meri maa
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ke tum bin aangan suna suna hai
Sandese aate hai
Humein tadpate hai
Woh chitti aati hai
Woh pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh ghar suna suna hai
Aye guzarne wali hawa bata
Mera itna kaam karegi kya
Mere gaaon ja
Mere doston ko salaam de
Meri gaaon mein hai joh woh gali
Jahan rehti hai meri dilruba
Usse mere pyar ka jaam de
Usse mere pyar ka jaam de
Wahin thodi door hai ghar mera
Mera ghar mein hai meri boodhi maa
Mere maa ke pairon ko chhuke tu
Usse uske beta ka naam de
Aye guzarne wali hawa zara
Mere doston, meri dilruba
Meri maa ko mera paiyam de
Unhe jaake tu yeh paiyam de
Main vapas aaonga
Main vapas aaonga
Phir apne gaaon mein
Us hi chhaon mein
Ke maa ke aanchal se
Gaaon ke peepal se
Kisi ke kajal se
Kiya joh vaada tha woh nibhaonga
Main ek din aaonga
Main ek din aaonga
Main ek din aaonga
Main ek din aaonga
Main ek din aaonga
Main ek din aaonga
Main ek din aaonga
Main ek din aaonga
संदेशे आते हैं
हमें तड़पते हैं
वो चिट्टी आती है
वो पूछे जाते हैं
के घर कब आओगे
के घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
के तुम बिन ये घर सुना सुना है
संदेशे आते हैं
हमें तड़पते हैं
वो चिट्टी आती है
वो पूछे जाते हैं
के घर कब आओगे
के घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
के तुम बिन ये घर सुना सुना है
किसी दिलवाली ने
किसी मतवाली ने
हमें खत लिखा है
ये हमसे पूछा है
किसी की सांसों ने
किसी की धड़कन ने
किसी की चूड़ी ने
किसी के कंगन ने
किसी के कजरे ने
किसी के गजरे ने
मेहकती सुबह ने
मचलती शामों ने
अकेली रातों ने
अधूरी बातों ने
तरसती बाहों ने
और पूछा है तरसी निगाहों ने
के घर कब आओगे
के घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
के तुम बिन ये दिल सुना सुना है
संदेशे आते हैं
हमें तड़पाते हैं
वो चिट्टी आती है
वो पूछे जाती है
के घर कब आओगे
के घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
के तुम बिन ये घर सुना सुना है
मोहब्बत वालों ने
हमारे यारों ने
हमें ये लिखा है
के हमसे पूछे हैं
हमारे गाँव ने
आम की छाँव ने
पुराने पीपल ने
बरसते बादल ने
खेत खलियानो ने
हरे मैदानों ने
बसंती बेलों ने
झूमती पेलों ने
लचकते झूलों ने
बेहकते फूलों ने
चटकती कलियों ने
और पूछा है गाँव की गलियों ने
के घर कब आओगे
के घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
के तुम बिन गाँव सुना सुना है
संदेशे आते हैं
हमें तड़पते हैं
वो चिट्टी आती है
वो पूछे जाती है
के घर कब आओगे
के घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
के तुम बिन ये घर सुना है
कभी एक ममता की
प्यार की गंगा की
वो चिट्टी आती है
साथ वो लाती है
मेरे दिन बचपन के
खेल वो आँगन के
वो साया आँचल का
वो टीका काजल का
वो लोरी रातों में
वो नरमी हाथों में
वो चाहत आँखों में
वो चिंता बातों में
बिगड़ना ऊपर से
मोहब्बत अंदर से
करे वो देवी माँ
यहाँ हर खत में पूछे मेरी माँ
के घर कब आओगे
के घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
के तुम बिन आँगन सुना है
संदेशे आते हैं
हमें तड़पते हैं
वो चिट्टी आती है
वो पूछे जाती है
के घर कब आओगे
के घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
के तुम बिन ये घर सुना सुना है
ऐ गुज़रने वाली हवा बता
मेरा इतना काम करेगी क्या
मेरे गाँव जा
मेरे दोस्तों को सलाम दे
मेरे गाँव में है जो वो गली
जहाँ रहती है मेरी दिलरुबा
उसे मेरे प्यार का जाम दे
उसे मेरे प्यार का जाम दे
वहीं थोड़ा दूर है घर मेरा
मेरा घर में है मेरी बूढ़ी माँ
मेरी माँ के जोड़ों को छुके तू
उसे उसके बेटे का नाम दे
ऐ गुज़रने वाली हवा ज़रा
मेरे दोस्तों, मेरी दिलरुबा
मेरी माँ को मेरा पैयाम दे
उन्हे जाके तू ये पैयाम दे
मैं वापस आऊँगा
मैं वापस आऊँगा
फिर अपने गाँव में
उस ही छाँव में
के माँ के आँचल से
गाँव के पीपल से
किसी के काजल से
किया जो वादा था वो निभाऊँगा
मैं एक दिन आऊँगा
मैं एक दिन आऊँगा
मैं एक दिन आऊँगा
मैं एक दिन आऊँगा
मैं एक दिन आऊँगा
मैं एक दिन आऊँगा
मैं एक दिन आऊँगा
मैं एक दिन आऊँगा
Subscribe to Geetsafar Newsletter to get all the latest updates
© 2023 GeetSafar. All rights reserved