Tujhko main rakh loon wahan jahan pe kahin hai mera yakeen
Main joh tera na hua kisi ka nahi, kisi ka nahi
Le jaaye jaane kahan hawayein hawayein
Le jaaye tujhe kahan hawayein hawayein
Begaani hai yeh baaghi hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahan hawayein hawayein
Le jaaye jaane kahan na mujhko khabar na tujhko pata
Banati hai joh tu woh yaadein jaane sang mere kab tak chale
Inhi mein toh meri subah bhi dhale, shaamein dhale, mausam dhale
Khayalon ka shehar tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein wohi hai aate jaate joh tera naam le
Deti hai joh sadayein hawayein hawayein
Na jaane kya batayein hawayein hawayein
Le jaaye tujhe kahan hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahan hawayein hawayein
Le jaaye jaane kahan na mujhko khabar na tujhko pata
Chehra kyun milta tera yoon khwaabon se mere, yeh kya raaz hai
Kal bhi meri na thi tu, na hogi tu kal meri aaj hai
Teri hai meri saari wafayein wafayein
Maangi hai tere liye duayein duayein
Le jaaye tujhe kahan hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahan hawayein hawayein
Le jaaye jaane kahan hawayein hawayein
Le jaaye tujhe kahan hawayein hawayein
Le jaaye jaane kahan hawayein hawayein
Le jaaye tujhe kahan hawayein hawayein
Le jaaye jaane kahan hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahan hawayein hawayein
Le jaaye jaane kahan hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahan hawayein hawayein